Sunday, February 28, 2010

happy holi







4 all my frnd happy holi..nd happy budget

happy holi....

aap logo apne vichaar budgut k liye..de...taki aap logo k msg hum apne vitt mantri ko mail kar sake..aap ko iss buget se kya takleef bhi hai...aap apne vichaar comment me de..or apna mail add... or name...bheje..jisse aap logo ka vichaar hum pahucha sake..sahi..or budget ko sahi roop se dene vale ko uchit gift bhi diye jayenge..all d best
jindagi me ek tamanna hai..khushiya ho aap logo ki rangeen...happy holi




Wednesday, February 24, 2010

r me nd mere kamine frnd


zindagi me tumne ye kya sikhaya dost..pahle peete the..poz marne ko...aaj peete hai..gum bhulane ko...ek botal di thama tumne..phir kahte ho .maphil sazane ko.....khud ki life ka bharosha nahi...or kahte ho thoda or pilane ko....bus ye last hai.kahte kahte saalo beet gaye..par aaj phir last hai kal se chod dunga kehkar peelete hai..phir use bhulane ko......
vo to dhoka dete hai..par ye nahi..apni pyari aapki hamari goldflake

4 all my frnd


zindagi jine ka naam nahi jeene ka tarika aana chahiye....

pyar bewafayi nahi wafa karni aani chahiye...

dosti d pal ki nahi jindagi bhar nibhana aana chahiye....

samay kaisa bhai ho chehre par mushkarahat aani chahiye..


Tuesday, February 23, 2010

4 my frnd


kuch door hamare sath chaloham sari kahani keh denge. samjhe na jise tum aankho se vo baat zubani keh denge..phulon ki tarah jab honton par 1 shokh tabassum bikhregi..dhire se tumhare kano me 1 baat purani keh denge..izhare wafa tum kya samjho..izhare wafa tum kya jano..hum zikr karenge gairon ka or apni kahani keh denge....kuch door hamare sath chalo TASU ,,hum sari kahani keh denge..MISS U

Friday, February 19, 2010

4 my life


अब न जिद यूँ करो ज़िन्दगी
कुछ मेरी भी सुनो ज़िन्दगी

मैं अकेला शराबी नहीं
लड़खड़ा के चलो ज़िन्दगी

मुफलिसों का खुदा है अगर
मुफलिसी में रहो ज़िन्दगी

बात तेरी सुनूंगा नहीं
बात फिर भी कहो ज़िन्दगी

फिर कहाँ है तेरी वो तपिश
अब तलक जिंदा देखो ज़िन्दगी
maut se mai darta nahi
tum agar sath do jindgi

4 u tasu


teri yaad aati hai ro lete hai..tera photo dekh kar jeelete hai....diya tha kishi heeroin ne ek kagaj me aautograph ..use aaj bhi dekh kar ek pal muskra lete hai.
.kahti thi ise life timepocket me rakhna..well wish hai..
par ushko rakhe hai.life me twist aa gaya...

hamara kya ..hai..naya karne ki koshish karte hai..par ushki harkate yaad aati hai.to nafrat paida hoti..hai...all is well

Wednesday, February 3, 2010


Mohabato mein jinewale khushnasib hai
Mohabato mein marnewale bhi ajib hai
Ajib hai humari daastan Jane-e-man
Fasalo par rehate hai lekin karib hai


Kabhi hasa deta hai, kabhi rula deta hai
Asia hota hai pyar
Kabhi milwa deta hai, kabi bichadwa deta hai
Asia hota hai pyar
Sagar par hai Lehro Jaisa, Dhoop jalta sona jaisa
Aisa hota hia pyar
Ek jhalak ke intjaar ke baad, Hazzron aansu bahana
Asia hota hai pyar…

hiiiiiiiiiiii 4 u

Tum Zindagi Ho Meri Tumhare Bina Mera Dil Dhadak Nahi Sakta,
Saath Tumhare Mein Hamesha Rahunga Itna Samajh Lo,
Jo Tum Saath Nahi To Ye Jannat Bhi Jee Nahi Sakta…

Mumkin Hai Me Khud Ko Bhool Jaau Par
Tujhe Bhoolne Ki Khata Me Kar Nahi Sakta
Tum Mere Dil Me Hi Nahi Mere Rom-Rom Me Base Ho,
Tumse Bichad Ke Me Ye Zindagi Jee Nahi Sakta

Mohabato mein jinewale khushnasib hai
Mohabato mein marnewale bhi ajib hai
Ajib hai humari daastan Jane-e-man
Fasalo par rehate hai lekin karib hai

Yekeen Nahi Hota Ki Tum Chahte Nahi Hume
Apne Dard Ko Apni Zubaan Se Bayan Kar Nahi Sakta,
Aaj Vaada Hai Mere Dil Se Ae Mere Sanam
Tumhare Siva Me Kisi Aur Ko Chah Nahi Sakta

Tumse Kitni Mohabbat Hai Ye Me Bata Nahi Sakti,
Apni Zindai Me Tumhari Ahemiyat Jata Nahi Sakti,
Meri Zindagi Ka Har Lamha Tumhi Se Shuru Hota Hai,
Tumse Duur Reh Ke Ek Pal Bhi Akele Bita Nahi Sakti,

4 tasu


Mumkin Hai Me Khud Ko Bhool Jaau Par
Tujhe Bhoolne Ki Khata Me Kar Nahi Sakta
Tum Mere Dil Me Hi Nahi Mere Rom-Rom Me Base Ho,
Tumse Bichad Ke Me Ye Zindagi Jee Nahi Sakta