Friday, January 13, 2012

happy new year and happy makar snkarti my all frnd


आबशारों की याद आती है ,
फिर किनारों की याद आती है .
जो नहीं हैं मग़र उन्ही से हूँ ,
उन नज़ारों की याद आती है.
ज़ख्म पहले उभर के आते हैं ,
फिर हजारों की याद आती है.
आईने में निहार कर खुद को ,
कुछ इशारों की याद आती है .
आसमाँ की सियाह रातों को ,
अब सिंतारों की याद आती है.
शोर में कुछ भी याद क्या आये,
बकभी आँखें बंद करो बस आप लोगो की याद आती है
मजबूर हू मए शरीर yahi पर आत्मा आप लोगो के पाश चले jaate हैं nahiiस पुकारों की याद आती

Sunday, December 11, 2011

4 some special


jinda lash ban gaye hum.. jisse bhi vafa ka iarada rakha ushi k liye bevafa ban gaye hum. khushiya dedi tere anchal me ye dost. or tune hi hame badnam kar dala.. mar jate hum dosto ki khushi k liye.. or dosto ne hi hame.. gam ka jaam pila dala.. dekh nahi sakte hum kishi ko isliye kahi dur hamne apna ashiyana bana dala. ek najar ne jiske diwane hogaye hum ushi ne hume subhah sham rula dala.. ushki yado me jeete hai.or vo jo jate hi humse door humko bhoola dala.. are palat k to dekh lete hum to apki khatir aapke sajde me. hamesha k liye sir jhuka dala... jinda lash ban hum...........4 asi

Friday, October 28, 2011

4 my love and family. all my frnd visiter






happy diwali my all of frnd , family and blog visiter............... wish u happy diwali

miss u all my family and my all frnd.. monu dheeraj ankit swami, priyesh himanshu, manish raja, kuldeep kutta amit, etc...... lozz of miss u yaar vo baba ka dhaaba. chachcha ki dukan. station me aadde me baithna.. vo monu ki bc.. ankit ka attitude.. kulli ka bhaukna.. priyesh ka..hitchkitana. dheeru kisararat,.. manish ka bhola pan.. all of miss u yaar..

but success meri like hai.majboori meri hype hai...

mai aaunga laut aaunga.. phir vo din launga. baith yaaro k sang khushiya lutanga. mai ek din laut aaunga....

4 my love and all frnd visiter

hii i miss u lot.. my all frnd.. monu dheeraj ankit .priyesh, raja bhangedi, kuldeep kutta, manish.,amit,himanshu, etc.... my close group,, miss u all and my family,, lot of miss u,, baba ka dhaa, chachha ki duka,, sahi ka dibba,

Saturday, October 22, 2011

forgive me ..my all love frnd



ek ajnabi. jo kabhi kishi ka na tha.par banne ki chaht rakhta hai..hai seene me ushke bhi dil jo har pal kishi k naam dhadhkta hai...
jo har pal apne dost ka naam dil me rakhta tha. ijhare vafa vo nahi janta th..par ushke liye har pal mar mitne ko rehta tha..
usse na dekhkar bhi ush ajnbi ki tasveer dil me chipayeinjaar karta tha.. baitha tha..
ish virani duniya meapne dost ka har pal intjaar karta tha...
khayee seene me dard ko sabse chipaye baitha tha..apne dost ka dard dekh kar ek hi bat kehta tha...tu marhum bani meri ..marhum na mila koi or mar hum gaye..
kab dost pyar ban bitha samjh me na aya..ushke dard ko mitate mitate .hum kab ush par mit gaye..

ijahre vafa itna lamba hoga kabhi soncha na tha..

vo raat bhi kya khoob thi..jab apne dost ko hale dil bata rahe the..ushke aansuooo me apne pyar ko paa rahe the.. tha seene me tha dard ushe dard ko bhula rahe the..

pyar bhi ajeeb khel khilata hai..jo dard ko apni chaht bana deta tha.. jo saalo se dil me tha..ushe ek pal me aansoo se ijahar kara deta hai..jo dil har pal kishi ajnbi ka injar karta tha ..

vo aaj yahi kehta hai...ye ajnbi jo har pal ishii ka hai...or kishi ki banne ki chahta nahi rakhta hai.....ye ajnbi.jo har pal ushi ka hai,or kishi ki banne ki chaht nahi rakhta...
....

jab koi salo purana dost hi apka humsafar ban jata hai..usse jyada lucky koi nahi hota..bcz..vo 4 or 5 des ka atrctn nahi hota..
jo atrctn hatne par phir kishi par atrct hota hai... mat karo mere pyar se sabse hath jode kar bheekh mangta hu.. my all love frnd ...bahut siddat se kishi ka purana dost humsafar banta tha...mat karo mere pyar se mujhe door.. if mera kasoor itna hai ki mai aap log ka frnd nahi...hu..agar mai hota to aap log aisa karte kya.. pls for give me ....jab maine ushka dost tha..tab maine ye nahi soncha tha...but ab plsss for hive me....
riste banane k liye neeyat aachi honi chahiye dost kapde nahii..pls pls forgive me..my all lov frnd

Wednesday, October 19, 2011

4 my life


apni kadmo ko uthaye jara raha hu.. khule aasma me jagah nahi udne ko....

kastiya to khud banani padegi..issh begaani duniya me jeene ko....

sahil se kaha chalo ek kadam tum bhi mere sath.vo bole aisa hamara sath kahan....

kastee meri mat dubaaoo mere dost mere sahil jaisa ish duniya me yaar kahan....

unke ruthne se sab rooth jata hai..unke jaisa yarana kahan....

hum bhi unke deewane hai.ish duniya me hum jaisa deewana kahan....

mandir masjid to sab poojte hai.par unke sajde ko chod kar or sir jhukana kahan....

sorry god dil se mat lena...apke sajde.se ye sajda banta kahan......

4 my love




TUJHME OR TERI YAAD ME BUS FARK HAI ITNA.TU TO JAAN BEWQAT AATI HAI..YAAD TERI HAR WAQT AATI HAI.

TUJHME OR TERI TASVEER ME BUS FARK HAI ITNA.TU TO JAAN ROOTH JAATI HAI..VO TO BUS MUSKRATI HAI..........

likh k tera naam hatho. me tujhe yaad karta hu..

tu kahi bhi rahe dil apna tere naam karta hu..

jis kadar tujhe pyar kiya.us pyaar ko rab k naam karta hu...

nafrat hai teri harkato se.pyaar hai teri baato se..

us pyaar ko aaj bhi rab se pahle tujhe yaad karta hu..

jindgi rahe na rahe..ye gum nahi gum to ish par hai..ki tujhse mai kyo itna pyar karta hu..

phir bhi likh k tera naam hatho par ..tujhe yaad karta hu

Tuesday, October 18, 2011

4 my love AASHI


कोई इक खूबसूरत, गुनगुनाता गीत बन जाऊँ ।मेरी किस्मत कहाँ ऐसी, कि तेरा मीत बन जाऊँ॥तेरे न मुस्कुराने से, यहाँ खामोश है महफ़िल।मेरी वीरान है फितरत, मैं कैसे प्रीत बन जाऊँ।।तेरे आने से आती है, ईद मेरी औ दीवाली।तेरी दीवाली का मैं भी, कोई एक दीप बन जाऊँ।।लहू-ए-जिस्म का इक-इक, क़तरा तेरा है अब।सिर्फ इतनी रज़ा दे दे, मैं तुझपे जीत बन जाऊँ।।नाम मेरा भी शामिल हो, जो चर्चा इश्क का आये।जो सदियों तक जहाँ माने, मैं ऐसी रीत बन जाऊँ।।मुझसे देखे नहीं जाते, तेरे झुलसे हुए आँसू।मेरी फरियाद है मौला, मैं मौसम शीत बन जाऊँ।।कहाँ जाये खफा होके, 'मशाल' तेरे आँगन से।कोई ऐसी दवा दे दे, कि बस अतीत बन जाऊँ।।

4 some special



मुहब्बत है अजीब, आंखो में आँसू सजाये बैठे हैं ,
देवता नही है, फिर भी हम सपनो का मंदिर सजाये बैठे,
किस्मत की बात है, दुनिया से को खुद छुपाये बैठे हैं ,

कैसे बयां करें , उन पर हम अपना सब कुछ लुटाये बैठे हैखामोश दीवारों के वीराने को हाले दिल सुनाये बैठे हैंवो दूर है तो क्या, उनका दिल दिल से लगाये बैठे हैवो लौट कर न आयेगे, फिर भी नज़रे बिछाये बैठे हैउनसे मिलने की ललक में, सब कुछ भुलाये बैठे हैंआँखों से आँसू इतने गिरे , की समन्दर बनाये बैठे हैवो बेरहम , और उनके सजदे में सर को झुकाये बैठे है

4 some special



kuch door hamare sath chaloham sari kahani keh denge. samjhe na jise tum aankho se vo baat zubani keh denge..phulon ki tarah jab honton par 1 shokh tabassum bikhregi..dhire se tumhare kano me 1 baat purani keh denge..izhare wafa tum kya samjho..izhare wafa tum kya jano..hum zikr karenge gairon ka or apni kahani keh denge....kuch door hamare sath chalo ,,hum sari kahani keh denge..MISS U

4 my love


kya kya nai kiya unke liye sab kuch luta diya unko pane ke liye gher me jhoot bola unse milne jane ke liye kuch riste tode unhe apna bananane ke liye jane kitne bahane banaye sirf unko dekhne ke liye unhe yaad karte the muskurane ke liye logo ne kaha tum pagal ho gaye ho unke liye par logo ko kya pata wo kya hai hamare liye aksar kahte the humse hum bane hai sirf unke liye wada kiya tha sath zindgi bhar dene ke liye yaad hai wo din jab milne gaye the usnke liye unhone kaha bhool jao hume zindgi bhar ke liye unse pyar itna karte the ki puch bhi na paye kis liye or lut aaye gher sirf unki khushi ke liye .........
aisa hai nahi.. but feeling hai..

Thursday, September 15, 2011

siddat se mili jindgi



seeddat k sath aandhiya tej ho magar saakh se geera hu. dil se nahi.
baarish to taij hai aaj par dariya me pair fishla nahi. jigar to rakhte hai hum par vishvaash kahi kho gaya hai..
mere raste me na aana ye duniya valo ab hame bhi pyaar mil gaya hai..hum bhi dariya hai hame aapna hunar maloom hai..jis taraf bhi chal padenge raasta ho jayega

ajnabi badnaam ho gaya





ek ajnabi gumnaam ho gaya kishi k pyaar me badnaam ho gaya...
jo benaam tha vo aaj kishi k naam ho gaya..
mere alfaajo me ek naya AASHI naam aagaya.
ye mohabbat ye kaun aagaya.kuch kehne se pahle kyo ushka naam subah shaam aagaya..peeta nahi mai kyo ushke naam se mujhe nasha subah shham aagaya.ek jo kabhi kishi ka na tha .kyo aaj kishi k pyar k naam aagaya..
kyo aaj ek ajnabi gumnaam ho gaya kishi k pyaar me badnaam ho..

ye jindgi aisa kyo





jindgi tu mujhe kyo rula rahi hai kishi ka sath dekar mujhe apno ki siddat se kyo door bhaga rahi..

badal me garjti chamkti bijali ki tarah kyo mere aanshoo ko baha rahi hai. kho jaana chahta hu apni mohabbat me kyo aaj phir apne kaam se mujhe door bhaga rahi hai. dar lagta hai apni baby se door hone me

kyo mujhe tu jndagi itna sata rahi hai. ek baar phir mujhe aajma k dekh jindgi aaj bhi vahi jigar rakhta hu. jaise tej baarish me dariye par chalta hu. tujhse ek fariyad karta hu. mujhe jee lene de apni jindgi aaj mai phir ushki dargaah me hath failaye prey karta hu. ye jindgi vo alfaaj hai meri ushe mai apni jaan banaye baitha hu.ushki mohbbat ko dekh kar phir aaj mai ushke sajde me sar jhukaye baitha hu..

u and me





Mere Wajood Ki Jageer Us Ne Mangi Hai
Ajab Khawab Ki Tabeer Us Ne Mangi Hai

Us Ki Qaid Mein Retha Hoon Mein Pehle Bhi
Najane Phir Kyun Zanjeer Us Ne Mangi Hai

Gam Hota Hai Wo Bhool Sakta Hai Mujhe
Kyun K Aaj Meri Tasveer Us Ne Mangi Hai

new jindgi di ushi ne or vo mujhse mera naam mangti hai.

Mere Khuda Mujhe Us K Naseeb Mein Likh De
Ke UsNe Meri Taqdeer Mujhe Se Mangi Hai

my frnd my town



na koi apna hai na koi paraya hai.
jishke naam se jindgi suru ki thi vo aaj ekk saaya hai.

bheed me jo guum ho gaya .vo mera saya hai chod k aaya jinko duniya ke khatir vo mujhse aaj paraya hai..

khud ko tanha chod diya maine jinki khatir. unhi ko apne se khaffa paya hai kyo dhudhto hoo mujhe duniya k bajar me maine kab ka chod diya apna saya hai.

yaad aati hai vo galiya yaad aati hai vo yarana yaad aata hai vo town jo ab mujhse paraya hai..

na koi apna hai na koi paraya hai.
jishke naam se jindgi suru ki thi vo aaj ekk saaya hai.

4v

Monday, May 30, 2011

4 all my frnd happy summer vacation




happy summer vaction

Thursday, January 6, 2011

happy new year



happy new year tasu nd my all frnd ........vaise maine bhi thoda sa injoy kiya ..11 dec ko...but kahte hai..na jab samay kharab hota hai to kuch aacha nahi hota ...so mai to vaise bhi last 1.5years strugle me laga hu....jab bure samay se niklunga tab jalve salve dhikhenge...yaar............ so injoy life happy new year again my tasu nd all frnd ......................so godbless u

Friday, October 22, 2010

4 u



jindgi se ladai kiye a raha hu..ushki yaad me yu hi tadpe jaaraha hu..

nahi mila koi sahara sahil ka..yu man hi man muskraye ja raha hu.

yu dil se to nahi deta baddua phir bhi leta hai koi naam ushka.usse ladai kiye ja raha hu..

suna hai jaisa boyega vaisa milega rab se ushki har baddua apne uper liye ja raha hu..

uhi man hi man hi mushkraye ja raha hu...........

saccha pyaar milta nahi ye suna tha..aaj apni aap beeti sabko sunaye jaraha hu..

hey khuda de mujhko itni shakti ushki tasvire fadne ja raha hu...

milta nahi asani se koi pir bhi apni nazre ghumaye ja raha hu..

jindgi barbaad ho gayi phir bhi apni barbadi ka jashn manaye ja rha hu..

ish jhokim bhari duniya me sab kuch lutaye man hi man tanha mushkraye ja raha hu..........

Sunday, October 3, 2010

4 u

ushi raho me arman k phool sajaye baithe.

jise chahte hai.ushko apne dil me dard banaye baithe hai..

kaise kare ushko pyaar ushke diye jhkhmo ne seene me aag lagaye baithe hai.

u phir yad aati hai vo ..kabhi hum to kabhi vo rulati hai

ek fariyaad apne khuda se lagaye baithe hai..

mila dega vo phir mujhe apni tasu se

ishi aash me ushke sajde me sir jhukaye baithe hai....


note---- back ground music " baithe kyo ho khade ho jaao" so funny

Wednesday, August 18, 2010

4 u nd all my frnd




frnd tommorow aisa work karne kahi ja raha hu...sayad phir kabhi kuch bol pau ya kuch bhi ......4 wish my safty

hey bala ji sarkar tujhe mai sar jhukata hu...
hui mujhse jo galti us par mai chama mangta hu...
kiya aapne mujh par bahut krpa..aaj phir mai tere dar par sheesh jhukata hu...
kar de meri fariyaad poori us par aaj phir mai haath failata hu...
na ho mujhse unhit kishi ka ho jaaye sab kaam
tujhe manta hu mai poori kar de vintisab
hey bala ji sarkar tujhe mai sar jhukata hu......................

Sunday, August 15, 2010

4 u tasu


uu tanha chle ja raha hu...teri yaad me har pal u jala ja raha hu...

nahi hai tu meri jindgi me phir bhi tujhe apne sath pata hu...

keh nahi sakta apne dil ki baat kishi ko...phir bhi tujhe paane ki hasrat me u jindgi jeeye ja raha hu...aaja mere pass ye tasu tere bina mai kaise jeeye ja raha hu...

tujhe apna banane ki thaani hai...tu samjhe mere aanshoo ko varna sabke liye ye to pani hai...

tujhe pyaar karta hu..itna tu kabhi samjh nahi paayi aaj bhi tera naam likh k apne hatho me yaad karta hu....

kaise kahu apne dil baat sabke saamne yu mushkrta hu..tanha chale chale jaraha hu....

4 u nd my all visiting frnd







People have already updated their status on sites like orkut and facebook. Many have kept national anthem of India, Jana Gana Mana as their caller tunes. Mentioned here is the full list of Independence day sms, text messages, orkut independence day scraps and quotes:
31 States,
1618 Languages,
6400 Castes,
6 Religion,
6 Ethnic Groups,
29 Major festivals
& 1 Country!
Be Proud to be an Indian!
Happy Independence Day
Our life is full of Colors
I hope this 15th August will add more colors to your life!
Happy Independence Day

Aaj main aap se apne dil ki baat kehna chahti hun
Han wohi 3 words jo aap sunna chahen
Han wohi 3 alfaz jo aap ke dil ko chulen
-
-
-
-
***HAPPY INDEPENDENCE DAY***
Some Like Sunday,
Some like Monday,
But i like One Day
And that is Independence Day
I have something for u
Close your eyes:
-
-
-
-
-
-
-
-
CHEATER!!!

U didn’t close your eyes.
So nothing 4 u Except
My sincerity my love & prayers
Happy Independence Day
Other might have forgotten,
But never can I,
The Flag of my country,
Furls very high,
Happy Independence day

Sunday, August 1, 2010

happy frndship de my frnd & u




Wednesday, July 28, 2010

some time avlble


some time avlable kill tasu nd me

jindgi se thak chuka hu ushki nafrat me jal chuka hu..

kuch soncha hai..ushko poora karke rahunga...aaye meri jindgi tu kyo itana sata rahi hai.. sona chahta hu..tero god me apni samsya ko sath le jaunga..agle janam phir tasu ban ke aaunga..

ushki yaad mujhe tadpati hai..ushki bevaafayi mujhe tadpati hai..

ushke sath ka har pal mujhe tadpata hai..ushki ek aavaj par mai khuch bhi kar jata tha..
ushki aadygi nirali bol ke SONE KI CHIDYA kuch masti kar jati thi..

par sapno ka mahal toota ..ab tootne ki hamari baari...
kuch soncha hai..ushko poora karke rahunga...aaye meri jindgi tu kyo itana sata rahi hai.. sona chahta hu..tero god me apni samsya ko sath le jaunga..agle janam phir tasu ban ke aaunga..

Wednesday, July 7, 2010

4 tasu


Bewafai ki kya dava hai yaroo!
Kush kismati uski jiski
Mayyath nikli mehboob ki gali se….
Bathkismathi uski jiski
Mehboob ki baraath nikli uski gali se….

khudkismat vo jise apne mehboob ka pyaar mila.
badkishmat ushki jisko fludder ka sardaar mila....
hame to maut hi pyari ..marne ka baad agli ushki baari hai..
hey khuda mahphooj rakhna mera pyar ko ..nazar to hamare pyar par lagi hai..
mai to bigar gaya..daru cigrate ne mujhe tod diya..mai to pal do pal ka mehman hu.. mere sanam ko mehpooj rakhna ye bala ji ..ab ab aage ki aapki jimmedari hai.....

4 tasu


Us bewafa ne mujhe pyar karke bhi chhod diya,
mujhe akela kar tanhaiyon se naata mera jod diya,
jab aai mout apni to usse raha na gaya,
aaya vo laas par meri or mujhe bina jalaye hi chhod diya…………..

Dard ko jaaan sake aisa koi insaan nahi mila hume is dunia se,
jo humne pura na kia ho aisa koi armaan nahi mila hume is dunia se,
saath de sakte the unki khusi ka unki mahfil me hum,
unki mahfil ka bhi waqt tha tab jab hume jaana hai is dunia se………..

4 tasu


Us bewafa ne mujhe pyar karke bhi chhod diya,
mujhe akela kar tanhaiyon se naata mera jod diya,
jab aai mout apni to usse raha na gaya,
aaya vo laas par meri or mujhe bina jalaye hi chhod diya…………..

Dard ko jaaan sake aisa koi insaan nahi mila hume is dunia se,
jo humne pura na kia ho aisa koi armaan nahi mila hume is dunia se,
saath de sakte the unki khusi ka unki mahfil me hum,
unki mahfil ka bhi waqt tha tab jab hume jaana hai is dunia se………..

4 tasu


tasu tune Apne khwabo ki tabir ki khatir
Meri chhota sa sansar kyon ujar dala
Yad kar wo din ek isara par maine
Bhari mahfil main tujhe apna bana dala
Par thodi si gurbat ko dekh kar tum ne
Mujhe beijjat aur badnam kar dala
Maine hamesha tujhe pyar kiya hai
Par tune khun ke aansu rula dala
Tumhe rutha hua mahboob samjha tha main
Par tune mujh se bewafai kar dala.
apne khawabo ki tabir ki khatir

Tuesday, July 6, 2010

4 my wish


soncha tha ek khavab ko apna banuga..us khavab me ek nayi duniya basaunga..neend toot gayi khavab toot gaya..meri barbadi ka jashn mera yaar kaise manayega...tanha baithe sonchta hu..ish bheed me..kya ye pyaar ka yahi anjaam hai.to dilbar k ghar k samne apna janaza vahi se uuthvaunga.ye yaaro ishe gushtakhi mat samjhna...apne janaze me dilbar ko pal bhar ka injar karunga..apne dilbar k phoolo ko apne sath maut ki dargah me apne sath le jaunga..vo rahe salamat apne bhagvan par ushke arji lagaunga...uper dekha to rab me bhi vahi dikhta hai..so agle janm phir mai ushka aasiq ban kar aaunga.......soncha tha ek khavab ko apna banauga..............................................

happy marriage life


dhoni says.......I am not a cricket aficionado. But, from Saturday night to Monday morning, there is nothing about Mahendra Singh Dhoni that I don’t know. That’s not bad since he does don the India colours. But now I also know all about an unknown Sakshi Rawat. So MSD didn’t marry the girl he was expected to marry, but that didn’t make it any less intriguing, or fun.

happy marriage life

dhoni says.......I am not a cricket aficionado. But, from Saturday night to Monday morning, there is nothing about Mahendra Singh Dhoni that I don’t know. That’s not bad since he does don the India colours. But now I also know all about an unknown Sakshi Rawat. So MSD didn’t marry the girl he was expected to marry, but that didn’t make it any less intriguing, or fun.

Monday, July 5, 2010

ye maa tune kaisa janm diya


ye jindgi tune kya sila diya...jisse bhi maine chaha ushi ne daga diya..

tere liye har janam me tera rahu...ye rab se maine keh diya...

marna tere aanchal me jeena tere aanchal me maa ...tune mujhe ye kaisa janm diya...

apni poori jawani ushke naam kar di...apne ko maine aisa bana diya ki ushke siva koi dekhe na mujhe pyar se bhari aankho k siva...

ye maa tune mujhe kaisa janm diya....

Sunday, June 27, 2010

4 only tasu


आँखों के इंतज़ार का दे कर हुनर चला गया,
चाहा था एक शख़्स को जाने किधर चला गया।

दिन की वो महफिलें गईं, रातों के रतजगे गए
कोई समेट कर मेरे शाम-ओ-सहर चला गया।

झोंका है एक बहार का रंग-ए-ख़याल यार भी,
हर-सू बिखर-बिखर गई ख़ुशबू जिधर चला गया।

उसके ही दम से दिल में आज धूप भी चाँदनी भी है,
देके वो अपनी याद के शम्स-ओ-क़मर चला गया

कूचा-ब-कूचा दर-ब-दर कब से भटक रहा है दिल,
हमको भुला के राह वो अपनी डगर चला गया
आँखों के इंतज़ार का दे कर हुनर चला गया,
चाहा था एक शख़्स को जाने किधर चला गया।

दिन की वो महफिलें गईं, रातों के रतजगे गए
कोई समेट कर मेरे शाम-ओ-सहर चला गया।

झोंका है एक बहार का रंग-ए-ख़याल यार भी,
हर-सू बिखर-बिखर गई ख़ुशबू जिधर चला गया।

उसके ही दम से दिल में आज धूप भी चाँदनी भी है,
देके वो अपनी याद के शम्स-ओ-क़मर चला गया

कूचा-ब-कूचा दर-ब-दर कब से भटक रहा है दिल,
हमको भुला के राह वो अपनी डगर चला गया

Friday, June 25, 2010

4 u tasu


unko dekh kar ek pal gussa dusre pal pyar aata hai..nagar k samne hokar bhi dekh nahi sakte....marna chahte hai aise dewangi....par khawahise hi dafan ho gayi hai...unke naam ka band bandhkar unki tasveer dekh kar apne dil ko samjhate hai...jaise ho usse bure bano ki ushke alava koi aankho se nahi hume apne dil se dekhe....aise diwangi me hum apn gum ko bhulate hai...

Thursday, June 24, 2010

4 u tasu


jindgi tu kya hai ..mujhe itna to bata ....tasu tujhe aaj bhi chahte hai itna ki usme teri bevafaii kya hai...hame to rusvaii hai is baat ki...ma baap k risto k bandhan me jee raha hu..aagar in sanso ne bewafai kar di to..ishme mera dosh k.ya hai..

4 u tasu


khavahiso ka mangar liye chale ja raha hu.tasu tere pyar ko har pal nibhata chala ja raha hu..par nahi udne ko bus tere pyar ko pane k khavish me ish bheed me bhi bus tanha chala ja raha hu........

jo caho vo ho jaaye vo khavish nahi hoti

Friday, April 9, 2010

aishvarya rai bachan profile.....get comment




aisvarya rai bacchan nd mom..when aisvarya 1 year old





ketan patel & aishvarya.
aishwarya family
jab hum, tum mile



hum tum ek bandhan ki dor me





after marriage in tirupati bala ji
















with whole family...amar ji bhi hai...bhool gaye kya

after marriage get 1st time cine aifa award