Thursday, September 15, 2011

siddat se mili jindgi



seeddat k sath aandhiya tej ho magar saakh se geera hu. dil se nahi.
baarish to taij hai aaj par dariya me pair fishla nahi. jigar to rakhte hai hum par vishvaash kahi kho gaya hai..
mere raste me na aana ye duniya valo ab hame bhi pyaar mil gaya hai..hum bhi dariya hai hame aapna hunar maloom hai..jis taraf bhi chal padenge raasta ho jayega

ajnabi badnaam ho gaya





ek ajnabi gumnaam ho gaya kishi k pyaar me badnaam ho gaya...
jo benaam tha vo aaj kishi k naam ho gaya..
mere alfaajo me ek naya AASHI naam aagaya.
ye mohabbat ye kaun aagaya.kuch kehne se pahle kyo ushka naam subah shaam aagaya..peeta nahi mai kyo ushke naam se mujhe nasha subah shham aagaya.ek jo kabhi kishi ka na tha .kyo aaj kishi k pyar k naam aagaya..
kyo aaj ek ajnabi gumnaam ho gaya kishi k pyaar me badnaam ho..

ye jindgi aisa kyo





jindgi tu mujhe kyo rula rahi hai kishi ka sath dekar mujhe apno ki siddat se kyo door bhaga rahi..

badal me garjti chamkti bijali ki tarah kyo mere aanshoo ko baha rahi hai. kho jaana chahta hu apni mohabbat me kyo aaj phir apne kaam se mujhe door bhaga rahi hai. dar lagta hai apni baby se door hone me

kyo mujhe tu jndagi itna sata rahi hai. ek baar phir mujhe aajma k dekh jindgi aaj bhi vahi jigar rakhta hu. jaise tej baarish me dariye par chalta hu. tujhse ek fariyad karta hu. mujhe jee lene de apni jindgi aaj mai phir ushki dargaah me hath failaye prey karta hu. ye jindgi vo alfaaj hai meri ushe mai apni jaan banaye baitha hu.ushki mohbbat ko dekh kar phir aaj mai ushke sajde me sar jhukaye baitha hu..

u and me





Mere Wajood Ki Jageer Us Ne Mangi Hai
Ajab Khawab Ki Tabeer Us Ne Mangi Hai

Us Ki Qaid Mein Retha Hoon Mein Pehle Bhi
Najane Phir Kyun Zanjeer Us Ne Mangi Hai

Gam Hota Hai Wo Bhool Sakta Hai Mujhe
Kyun K Aaj Meri Tasveer Us Ne Mangi Hai

new jindgi di ushi ne or vo mujhse mera naam mangti hai.

Mere Khuda Mujhe Us K Naseeb Mein Likh De
Ke UsNe Meri Taqdeer Mujhe Se Mangi Hai

my frnd my town



na koi apna hai na koi paraya hai.
jishke naam se jindgi suru ki thi vo aaj ekk saaya hai.

bheed me jo guum ho gaya .vo mera saya hai chod k aaya jinko duniya ke khatir vo mujhse aaj paraya hai..

khud ko tanha chod diya maine jinki khatir. unhi ko apne se khaffa paya hai kyo dhudhto hoo mujhe duniya k bajar me maine kab ka chod diya apna saya hai.

yaad aati hai vo galiya yaad aati hai vo yarana yaad aata hai vo town jo ab mujhse paraya hai..

na koi apna hai na koi paraya hai.
jishke naam se jindgi suru ki thi vo aaj ekk saaya hai.

4v