Thursday, September 15, 2011

ajnabi badnaam ho gaya





ek ajnabi gumnaam ho gaya kishi k pyaar me badnaam ho gaya...
jo benaam tha vo aaj kishi k naam ho gaya..
mere alfaajo me ek naya AASHI naam aagaya.
ye mohabbat ye kaun aagaya.kuch kehne se pahle kyo ushka naam subah shaam aagaya..peeta nahi mai kyo ushke naam se mujhe nasha subah shham aagaya.ek jo kabhi kishi ka na tha .kyo aaj kishi k pyar k naam aagaya..
kyo aaj ek ajnabi gumnaam ho gaya kishi k pyaar me badnaam ho..

No comments:

Post a Comment